Tuesday, June 30, 2009
Friday, June 26, 2009
Yesterday is now today by now!
Doston se hai
life
| Life is a challenge - meet it Life is a gift - accept it Life is a sorrow - over come it Life is a tregedy - face it Life is a mystery - unfold it - unsolve it Life is a opportunity - take it Life is a promise - complete it Life is a struggle - fight it Life is a goal - achieve it Life is love - love it Life can be adventures - enjoy it Life is a duty - perform it Life is a game - out smart it Life is a beauty - praise it Life is life - live it - make of something good of it |
Tuesday, June 23, 2009
Smile makes all the things
Hope makes all things work,
Luv makes all things Beautiful,
Smile makes all the things above.
b’coz u never know who is feeling happy with ur smile,
4d world u may be a person
but 4 someone u r da World
Monday, June 22, 2009
जब कोई ख्याल
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥
Sunday, June 21, 2009
KABHI PYASE KO PANI PILAYA NAHI
KABHI PYASE KO PANI PILAYA NAHI
BAAD AMRIT PILANE SE KYA FAIDA
KABHI GIRATE HUVE KO UTHAYA NAHI
BAAD AASU BAHANE SE KYA FAIDA
MEI TO MANDIR GAYA, PUJA AARTI KI
PUJA KARTE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
KABHI MAA BAAP KI SEVA KI HI NAHI
SIRF PUJA KE KARNE SE KYA FAIDA
MEI TO SATSANG GAYA GURUVANI SOONI
GURUVANI KO SOONKAR KHAYAL AA GAYA
JANMA MANAV KA LEKE DYA NA KARI
FIR MANAV KAHLANE SE KYA FAIDA
MAINE DAAN KIYA MAINE JAPTAP KIYA
DAAN KARTE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
KABHI BHUKHE KO BHOJAN KHILAYA NAHI
DAAN LAKHO KA KARNE SE KYA FAIDA
GANGAA NAHANE HARIDHVAR KASI GAYA
GANGAA NAHATE HI MAANME KHAYAL AA GAYA
TAAN KO DHOYA MAGAR MAAN KO DHOYA NAHI
FIR GANGAA NAHANE SE KYA FAIDA
MAINE VED PADHE MAINE SHASHTRA PADHE
SHASHTRA PADHATE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
MAINE GNAN HI KISI KO BATA NAHI
FIR GNANI KAHELANE SE KYA FAIDA
MAAT PITAA KE HI CHARNOME CHARO DHAM HE
AAJA AAJA YAHI MUKTI KA DHAM HE
PITAA MAATA KI SEVA KI HI NAHI
FIR TIRTHO ME JANE SE KYA FAIDA
Saturday, June 20, 2009
Koi Deewana Kehta Hai
Koi deewana kehta hai,koi paagal samajhta hai
magar dharti ki bechaini ko bus pagal samajhta hai
mein tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
ye tera dil samajhta hai, yaa mera dil samajhta hai
Mauhabbat ek ehsasson ki pawan si kahaani hai
kabhi kabira deewana tha, kabhi meera diwani thi
yahaan sab log kehte hain meri aankhon mein aasoon hain
jo tu samjhe to moti hai, naa samjhe to paani hai
samandar peer ka andar hai lekin ro nahin sakta
ye aasoon pyaar ka moti hai isko kho nahin sakta
meri chahaht ko apna tu bana lena magar sun le
jo mera ho nahin paaya wo tera ho nahin sakta
Ki brahmar koi kumudni par machal baitha to hangama
hamaare dil mein koi khwab pal baitha to hungama
abhi tak doob kar sunte the sab kissa mauhabbat ka
mein kisse ko hakikat mein badal baitha to hungaama
